• Dua Se Kismat Bhi Badal Jaati Hai


• Dua Se Kismat Bhi Badal Jaati Hai
=====================
Kisi ne Hazrat Ali (radiallah ta’ala anhu) se puchha ke ‘Jab hamari
kismat pehle se hi likhdi gai hai to dua ka kya faida?’
To aap ne farmaya ke ‘Ho sakta hai ke kismat me yahi likha ho ke
mangne par milega.'

Hazrat Ali (radiallah ta’ala anhu) : Dua darwaze par dastak ki tarah
hai. Hamesha Dua mangte raho, Kyonke baar baar dastak se darwaza khul
hi jaata hai.

Allah humko sacche dil se dua maangne ki taufik ata kare. Aameen.

Post a Comment

Previous Post Next Post