Jo aansu na hote aankhon mein,


Jo aansu na hote aankhon mein,
toh aankhein itni khubsoorat na hoti..

Jo dard na hota dil mein,
toh khushi ki koi qeemat na hoti.....

Jo bewafaai na ki hoti waqt ne,
toh wafa ki kabhi chaahat na hoti ....!

Post a Comment

Previous Post Next Post