2 Lines Shayari

Samjh kar Kannch ka Tukra Tarasha Mujh ko Duniya Nay…!!!
Bana Phir Bhi Nahi KANGAN Teri Nazuk Kalai ka..!
 

**
 

Ek ajab sa nasha hai teri yado\’n mein,
Main tera ziqr likhu’n to alfaz raqsh karte hain..!
 

**
Maana k Me Ghareeb HoOn Ye Baat Sach tO Hai Lekin,
Tu Agar, Apna Bna Le MujhkO tO- Tere sab Gham khareed Sakta HoOn !

**
Abb kahan ho ga woh, or ho ga tu waisa kahan
Soch kar hi baat jee kuch or bojhal ho geya..

**
Tarteeb e zindagi koi mushkil na thi magar
Qismat ne hum ko haath hi, tote hoey diye..

**
Jis basti mein hum rehte hain, pathar geet sonate hain
Itni sard hawa hai bahir, aansoo tak jam jate hain..

**
Jis basti mein hum rehte hain, pathar geet sonate hain
Itni sard hawa hai bahir, aansoo tak jam jate hain..

**
Abb kahan ho ga woh, or ho ga tu waisa kahan
Soch kar hi baat jee kuch or bojhal ho geya..

**
Mujh se kis ne ishq kiya hai, kon mera mehboob hoa
Mere sab afsane jhoote, sare shehar khiyali hain..

**
Guzr hum ne yun zindagi ki hai,
Har qadam hum ne aashiqi ki hai..

**
Gar na ho suurat to seerat hi sahi,
Kuch to hona chahiye insaan main..

**
Ye door wo hai k bethe raho charagh tale,
Sabhi ko bazam me daikho magar dikhai na de.

**
Hum teri aarzoo main jeetey hain
Ye nahi hai tu zindagi nahi…:-(

1 Comments

Previous Post Next Post