Jab rulana hee tha tujhe...

Jab rulana hee tha tujhe,
toh phir hasaaya kyun....

Saath rehkar bhi hai juda,
toh pas aya kyun
....

Kyun yakeen uth gaya dil se kahin wafaon kaa
....
Pyar mehsoos kyun hone laga gunaho sa...


Aaya apne bich me kisika saya kyun
.....
Jab rulana hee tha tujhe, toh phir hasaya kyun
.....

Kyun ajnabi kee tarah humse pesh ata hai
....
Chand lamhe bhi hame too naa de paata hai.....

Aisi kya hamne kee khata,
hame sataya kyun....

Jab rulana hi tha tujhe,
toh phir hasaaya kyun....

Saath reh kar bhi hai juda,
toh pass aya kyun........

Post a Comment

Previous Post Next Post