Bhula sakta to kab ka bhula diya hota.......

Bhula sakta to kab ka bhula diya hota,
mita sakta to kab ka mita diya hota,
tumhe kya pata ki kitna dard dete hai ye yaaden,
bata sakta to kab ka bata diya hota

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Lekar hum dusro ki hasi kya karen,
jo nahi apni wo khushi lekar kya kare,
tanha jeene se behtar hai mar jaye hum,
par koi apni duaon me hamari lambi umar mang rakha hai to hum kya kare

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Ummidon ki manzil dheh gayi,
khwabon ki duniya beh gayi,
ab aapki kya izzat reh gayi,
jab ek jhakaas item aapko “Bhaiyya” keh gayi

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~

Post a Comment

Previous Post Next Post